MAUSAM AUR ZINDAGI
Wo patjhar ka ek mausam tha
Aandhi uthhi hrtrff thee
chal rha galiyon me mai akela tha
Ek patta urkar aaya hamare pass tha
Hm chle us or the
Hm ho gaye unke dildar the
Par jyo hi unhe ptaa chla tha
hamare ishq ka unhe ehsash huya thaa
wo chhor gaye hme the
Aur keh gaye hmse the
mai to ek mausam ka hissa thi
jo dhal gayi samay ke sath thi
Par na jane kyo aaj
phir wo samne aayi hai
phir wo mausam dohraya hai
Phir se wo patta urkar hamare pass aya hai
par is dafa use hi hm se lgta dillagi hai
Par ish dafa na honge unke hm
Wo patjhar ka ek mausam tha
chal rha galiyon me mai akela tha
Ek patta urkar aaya hamare pass tha
Hm ho gaye unke dildar the
jo samay ke sath chhor jaya karte hain
Jo bheer me v tanhaa kr jate hai
Jo jindgi bhr ke liye drd de jate hai
Jo wo ajj ruk jaye hamare pass
hameasha ke liye......
hm bhi thahar jaaye unke saath
ho jaye unke har pal ke liye
ho jaye unke har saans ke liye
ho jaye unke har khushi ke liye
ho jaye unke puri zindagi ke liye
Wo patjhar ka ek mausam tha
chal rha galiyon me mai akela tha
Ek patta urkar aaya hamare pass tha
Hm ho gaye unke dildar the.
Please follow us for more such loveable ghazal..