Wednesday 12 July 2017


                             PHLI DAFA


Aaj aishi subah 
hui pahli dafa.
Suraj ki kirne bhi 
dilkash hui pahli dafa.

Aaj ek aise ajnabi ka 
didar hua pahli dafa
Pata nahi kyo par wo ajnabi 
apna sa laga pahli dafa

Unse rafta karne ka 
dil kiya pahli dafa
Dil kiya unke karib 
jaye pahli dafa

Aishi harkat dil ne 
kiya pahli dafa
Par an phir unhone 
hame dekha pahli dafa

Hmse rafta kiya pahli dafa
Aaj wo wahi hokar bhi 
kuch alag lagi pahli dafa
Hmare dil ko dillagi 
hui pahli dafa

Wo hamare karib 
aayin pahli dafa
Hmne unko mahshus 
kiya pahli dafa

Unke shansho ki garmahat 
hamare itne karib thi pahli dafa
Unki pyar bhari nigahe 
hame dikhi pahli dafa

Hm unke karib 
gaye pahli dafa
Unhe hmne pyar kiya 
unhone hme pyar kiya pahli dafa 

Ye sb hua hamare  
sath pahli dafa
Kyoki wo yàar hi mila 
hme zindagi me pahli dafa

Written by : vikash ranjan
Follow us for more and visit
www.smilingsingingsuccess.com


No comments:

Post a Comment

LOG JIYE LOG HASE Log jiye log hase Hame to uhi chalna hai Chalte rahna hai Chlate rahna hai Log apne mukaam  Jaa phuche...